Hello Guyzz I m Zain Kasse Ho Sabb I Hope App Sabb Thek Hoogay to friend aj ham hacking opreting system (hacker os) ke bare me bat karne wale hai ki hacking ke liye best opreting system kon se hai.
aur hacker kon se opreting system use karrte hai. So ap ye janna chahte hai ki hacking sikhne ke liye kon se opreting system best hai to ap ye post zarur parhe apko bahut acha lagega ki windows ke alawa bhi aise-aise os (opreting system) hai jiski madad se hacking ki ja sakyta hai. aur jise hacker os kaha jata hai.
hacker os kya hai?
hacker aur penetration tester apni
hacking ke liye jis opreting system ka use karte hai. use “ hacker os” kaha jata hai.
Dosto aj main jo opreting system bata raha hu o sab linux based opreting system hai. jo ki open sores hai jo
hacker ne hi banaye hai. isliye ise
hacker os bhi kahte hai. So carefully dhayan se post pade.
top 5 hacker os kon kon se hai?
1.Kali Linux | Penetration Testing and Ethical Hacking Linux Distribution
2. parrot security os
3.cyborghawk
4.BlackArch Linux – Penetration Testing Distribution
5.backbox linux
#Kali Linux: Penetration Testing and Ethical Hacking Linux Distribution
dosto kali linux ko hacker os kaha jata hai. aur ye hacking ke liye sabse best mana jata hai. hacking ke liye main manta hu ki kali linux sabse best hai, q k ye hacker ke liye hi bana hai isme hacking ke liye bahut sare hacking tools apko pahle se mil jate hai. Waise iske bare me main ek post alag se likhi hai agar ap us post ko nahi pade hai to ap use post ko ek bar zarur read kare.
#parrot security os
parrot security os kali linux jaisa hi ek
hacker os hai. Isme bhi hacking ke bahut sare tools pahle se mil jate hai. aur ya kali linux se jayda diffrense nahi hai. Ap agar kali linux use kar chuke hai to ise bhi asani se use kiya ja sakta hai.
Yah bhi open sorce opreting system hai, jo ki free hai. Aur hacking karne ke liye bahut accha hai.
#cyborghawk opreting system
dosto ise to hacker os opreting system kahte hai. Qki ise hacker ne hi banaya hai. Isme hacking ke bahut jayda
hacking tools apko mil jate hai aur ye bahut hi acha aur fast opreting system hai. hacking ke name se hi ye os bana hai. Ise use karna bahut asan hai.
#blackarch linux opreting system
dosto blackarch me apko 1600 se jayda
hacking tools milte hai ye tool pahle se isme loaded ate hai. Yah bhi open sorce hai. Jo ki free hai. Ise dekhne me aisa lagta hai ki koi hacker hack kar raha hai iska interface hacking forforn karne jaisa lagta hai. Aur ye bahut majedar hai. Agar apne iska use nahi kiya hai to main manta hu ki apko ise use karna cahiye. yah bhi hacker os hai.
#backbox linux
yah bhi linux ka ek os hai aur free hai. Isme bhi hacking ke bahut jayda tools apko mil jate hai. yah bhi hacker os me se ek hai. agar apne abhi tak is sare os ka use nahi kiya hai to zarur use kare.
So friend aj apne jana ki hacker kon se os ka use karte hai hacking karne ke liye agar apne ise use nahi kiya hai to ise apko use karna chaiye qki hacking karne ke liye apko diffrens diffrense os ke bare me janna bahut jaruri hai.
i hope friend apko ye post pasand ayi hogi, to please ise apne friend ke sath share kare. taki o bhi hacking ke ye sab jankari le sake aur acche ethical hacker ban sake.
THANKS FOR READING
Good Bye
0 Comments