Introduction:

Usb pe windows ya linux ko burn karne ke lye bohat achy achy third party softwares internet pe mojood hein.Kuch softwares aise bhi hote hein jin ko use karne mein risk hai aur wo risk ye hai keh jub usb pe windows write ki ja rahi ho aur achanak light chali jaye ya usb ko pc se disconnect kar diya jaye to 8 gb ki usb 2gb mein convert ho jati hai jo keh aik bohat bara problem  hai.
Kuch softwares sirf windows6, windows6, windows vista,support karte hein aur kuch sirf windows8 support karte hein aur kuch to aise hote hein jo usb pe window ko burn to kar dete hein lekin baad mein hum usb se window ko boot nahi kar sakte.

Har koi yehe chahta hai k aik aisa software ho jo all types ki Operating Systems ko usb pe burn kar sake aur wo bhi bghair kisi error ke.G haa aaj me aisa hi aik software aap logo ke saath share karne ja raha hoo jo sabb operating system ko usb pe burn kar sakta

Bootable usb bnane ke lye jin cheezo ki zarorat ho gi wo ye hein:

1.Universal Usb Installer software jo aap neeche download pe click kar ke download kar sakte hein.

Click Here To Download Universal Usb Installer

2.Windows ya linux jo kuch bhi aap usb pe burn karna chahte hein uss ki iso file.
Windows 10
Download Windows 10 Iso File
Download Kali Linux Iso File


3.Kum se kum 8gb ki aik usb.

Procedure To Make Bootable Usb:

Ok Allah ka naam le kar start karte hein aap bus mujhay follow kare ye bohat easy hai.

1.Universal usb installer pe double click kar ke iss ko open kare

2.Open karne ke baad ap k samne simple interface show hoga

3.Ab neeche k sted follw karo.

1. jo windows burn karni hai wo select kre ap jo bhe operating system burn karna chahte hai Windows,linkux,mac,etc
2.Iss jagha browse pe click kar ke apni windows ya linux ki iso image file select kare.
3.abb pe apni usb select kare.
4.Agar aap usb ko format kar ke uss mein windows burn karna chahte hein to uss ko check mark kar do dein otherwise aise hi rehne de.
5.Finally create ko press kar dein phir aap se kuch option and warnings ka kahe ga aap ne ok karte jana hai.

4.Ok karne ke baad usb pe windows ya linux burn hona shuru ho jaye gi jis mein zayada se zayada 10 minutes lug sakte hein.

5.Jub burn ho jaye gi to done ka message show ho jaye ga.

 6.Ab aap pc restart kar ke F12,F10 ya F9 ka button press kar ke usb ka boot select kar ke check kar sakte hein.

Thanks for reading
agar ppst passand aai hai to dosto k sath share kar doo.
thanks
ap say mulaqat hogi agli post main tabb tak kailiay
GOOD BYE